Friday 25 March 2011

Sagar tat par bait akela ratatha tera naam

Sagar tat par bait akela ratatha tera naam
Kab ayega tu giridhari dere huyi ghanshyam
Sagar tat par bait akela re...

Karatha pal pal tera vandan
Yug yug ka pyasa mera man
Karle ab swikar murari
Tu ye mera pranam
Kab ayega tu giridhari dere huyi ghanshyam

Sagar tat par bait akela re...

Charo ore gire andhiyara
Nath na apna ek sahara
Sudhi pathwar pakad ke tha mei
Naiya koya
Kab ayega tu giridhari dere huyi ghanshyam

Sagar tat par bait akela re...

Bahuth huva ye kel tamasha
Ab tere charanon ki asha
Dar hai darshan bin jeevan ki
Dal jaye na shyam
Kab ayega tu giridhari dere huyi ghanshyam

Sagar tat par bait akela re...

No comments:

Post a Comment