Follow by Email

Friday, 25 March 2011

Naam hari ka Japle Bande Phir Peche Pachtayega

Naam hari ka Japle bande Phir peche pachtayega
Thu kehatha hai meri kaya
kaya ka gumaan kya
Chand sa sundar ye tan tera
mitte me mila jayega
Phir peche pachtayega

Naam hari ka Japle bande Phir peche pachtayega
Waha se kya thu laya bandhe
Yaha se kya le jayega
Muti bandaake aya jag me
Hath pasare Jayega
Phir peche pachtayega
Naam hari ka Japle bande Phir peche pachtayega

No comments:

Post a Comment